View Single Post
  #6  
08-20-2011
chhavi_kiran's Avatar
chhavi_kiran
Junior Member
 
: Aug 2011
: Ghaziabad
: 37
:
: 12 | 0.00 Per Day

pehle ap pehle ap me har bar gadi nikal hi jati h......aisi sachchai ki andhi bar bar nahi ati h......ghar se apne nikal nikal ek duje ka hum sath karein....bas saal k do din tiranga lehra na khud ka uphaas kare....humare karan ek buzurg na jaane kabse bhukha h...uska kya h...swatantra swachchand...ye humara humse dokha h....apni dheemi aavazo par bas thoda sa vishwas karein....ghar se apne nikal nikal ek duje ka hum sath karein..humne tumne badhte badhte kya kya yar dekha h.....ek bar nahi do bar nahi..bas bar bar dekha h....aj abhi peeche hat kar..na gantantra ka singhar karein...ghar se apne nikal nikal ek duje ka hum sath karein....karne do tark vitark...uska kaha koi ant h....koi kahega rakshas h..koi kahega sant h...ek bat par saaf h...isse na inkaar karein...desh ka aj hain vo aur hum kal hain...unka nyota sweekar karein....ghar se apne nikal nikal ek duje ka hum sath karein..