|
|
hindustaan ki zuban"Main aaj bahut hi pareshaan hun, dekh kar duniya ki aisi halat, main bahut hi hairaan hun, koe kehta main ..... |
#1
|
|||
|
|||
hindustaan ki zuban
"Main aaj bahut hi pareshaan hun, dekh kar duniya ki aisi halat, main bahut hi hairaan hun, koe kehta main hindu hun, kehta koe main musalmaan hun, dekh kar duniya ki aisi halat, main bahut hi hairaan hun. har taraf aag ki laptein uth rahi hain, usmein na jaane kitno ki chitaayein jal rahi hain, [COLOR="rgb(139, 0, 0)"]granth aaj syayam hi soch mein pad gaye hain, main geeta hun ya phir kuran hun,[/color] dekh kar duniya ki aisi haalat, main aaj bahut hi pareshaan hun. kahin laxmi juyein or nashe ki bali chad rahi hai, to kahin tijoriyon k andar band padi hai. [COLOR="rgb(139, 0, 0)"]banane wala b soch mein pad gaya hai, ki main khuda hun, ya bhagwaan hun,[/color] main aaj bahut hi pareshaan hun, dekh kar duniya ki aisi haalat , main bahut hi hairaan hun. jai hind, jai bharat. |
#2
|
|||
|
|||
Corruption hamare desh ko khokhla kar raha hai hame ise bahut hi jald mitana ho.vandematram......
|
#3
|
|||
|
|||
ham hain jagrat desh ke jagrat jawan,
hamari hai yahi pehchaan, aazaad hai or aazaad rahega hamara hindustaan. jai hind, jai bharat. |
#4
|
|||
|
|||
"Anna tu mahan.........."
Desh premi kahe-
"Anna" Maratha ran ko bankuro, he "mann" na kar ise majboor, jeete isane mumbai, Ab delhi kintni door.................... na bandh saka koi bandhan, hai nidar "Anna" Bharti ka nandan, "desh" "videsh" karte abhinandan, kahan chhip gaye "bhrasto" ke "goonge", "bahre" "Mann" kara do swikar "lokpal jan" dete duhai, Bhonkhe, Pyase, Bekasoor, Ab delhi kinti door............. Ahinsa ki sakti ko kamtar na jano, "Mann" "Jann" ki jaroorat ko pahichano, "Desh premi" kahe "Jann" hi "Kar data" hai, He "Mann" tumhe "Bhrast" hee kyon bhata hai, ud jayoge "Bhrasto" samet......... "Anna" "Aandhi" hai, na palna "Mann" tum fitoor......... Ab delhi kinti door..................... He "Mann" mano "Desh Premi" ki seekh, ujadne ko hai Bhrastachar ka chaman, na milegi maut, mangkar bheekh.......... Ab goonj gaya hai "jan" "gan" he "Mann" Nahi bacha payenge "videshi mom and son" Satya Ahinsa ke hai pujari, na samajhna majboor.......... Ab delhi kitni door.............. jago "Mann" mat der karo, jo "Anna" ki jan par bani to, lagenge rundo ke dher, mera atvar karo, jhuk ja "Anna Jann" ke samne Chhod sare guroor............ Last edited by sunil_mishra; 08-21-2011 at 08:39 AM |
#5
|
|||
|
|||
Anna desh ki ek awaaz corruption mitao.jan lokpal bil lao
|
#6
|
||||
|
||||
pehle ap pehle ap me har bar gadi nikal hi jati h......aisi sachchai ki andhi bar bar nahi ati h......ghar se apne nikal nikal ek duje ka hum sath karein....bas saal k do din tiranga lehra na khud ka uphaas kare....humare karan ek buzurg na jaane kabse bhukha h...uska kya h...swatantra swachchand...ye humara humse dokha h....apni dheemi aavazo par bas thoda sa vishwas karein....ghar se apne nikal nikal ek duje ka hum sath karein..humne tumne badhte badhte kya kya yar dekha h.....ek bar nahi do bar nahi..bas bar bar dekha h....aj abhi peeche hat kar..na gantantra ka singhar karein...ghar se apne nikal nikal ek duje ka hum sath karein....karne do tark vitark...uska kaha koi ant h....koi kahega rakshas h..koi kahega sant h...ek bat par saaf h...isse na inkaar karein...desh ka aj hain vo aur hum kal hain...unka nyota sweekar karein....ghar se apne nikal nikal ek duje ka hum sath karein..
|
#7
|
|||
|
|||
"Anna PM nahi banega"
Desh premi kahe-
"Son" aap America jaao "Mom" ka theek se ilaz karaoo, "Maan" sabse badi jimmedari, Sare kartabyo par bhari hai, Par Aaj bahoot dukhyari hai, Asptal mein karti yaad tumhari hai, "Son" aagya kari sut ban jao, Sirf "Mom" ke pas ek bar to jao, "Mann" hai yahan, sab chupchap dekh lega, Koi baat padi to phone par phoonch lega, PM ka pad pusteni hai, tere siba kaun le lega, "Anna" ki kya chinta, "Anna" PM nahi banega, "Son" "Mom" ke doodh ko na lazao, "Mom" is ill, Please ! America chale jao, Kya hua jo "Mom" imported hai, Ye to pita ki iksha, Jo hai So Hai, "Son" tumhari rajneet to deshi hai, Yaa ye dhund bhrastachar ki hai, Apni Mann ko aise to na bhulao.............. Ek vinti hai "PM" se pahle America chale jao, Jakar Apni Mann ko le aao................... Kya bimari thi jara hume bhi to batao, |
#8
|
|||
|
|||
Bimari bhrastachar
Wo gayi itli
use ek bimari nikli doctor ne kha ilaz karwao anna ke desh wapas mat jao aaj tera hoga operation tere andar h ek virus jiska nam h corruption agar tu nhi ayegi apni adto se baaz to kewal anna hi karega tera ilaz phir tujhe dekhegi sari duniya ki kitni corrupted thi ye soniya |