Showing Visitor Messages 1 to 2 of 2
-
bharat hamko jaan se pyaara hai.
-
aaj raj thakre ne maharashtra me ek alag hi raag aalapa , pata nahi unka maksad kya hai aur wo kya soch rahe hai par ek baat to hai ki wo sirf maharashtra ki baate karake ek algaav wadi sonch paida karne ki kosis karate rahate hai. kya aisa vichar ko badhana hamare bharat k liye sahi hoga....