|
|
Swabhiman AandolanJai Bharat.. Mere sabhi pyaare bharatvasiyo ye aandolan hamara apna aandolan hai hamare apne swabhimaan ke khatir hai. Hamare apne ..... |
#1
|
|||
|
|||
Swabhiman Aandolan
Jai Bharat.. Mere sabhi pyaare bharatvasiyo ye aandolan hamara apna aandolan hai hamare apne swabhimaan ke khatir hai. Hamare apne ghar (bharat) ka aandolan. Agar yeh safal hua toh iss desh ka ek naya roop ubhar kar aayega, vo roop jo smridhisheel, samarthvaan or bhrashtacar mukt hoga. Toh kripiya iss aandolan main badchad kar apne tan, mann or dhan se hissa le. Mera aap sab se yahi nivedan hai. Jai Hind Jai Bharat. |