|
|
Dhokhebaaj sarkar-kendra sarkar ne anna ko dhokha diya hai. wo sochte hai ki sabhi dal milkar anna ka virodh karenge to ..... |
#1
|
|||
|
|||
Dhokhebaaj sarkar
-kendra sarkar ne anna ko dhokha diya hai. wo sochte hai ki sabhi dal milkar anna ka virodh karenge to anna chup ho jayenge. all party meeting ke bad kendra sarkar ka ravaiya adiyal ho gaya hai. -is bhrashtachari sarkar ko sabak sikhana hoga. anshan ko deshvyapi janandolan me badalna hoga. ham sabhi ko anna ke margdarshan ki bahut jarurat hai. anshan ke dwara anna ki jaan ko khatra ho raha hai. -anshan todkar anna ko pure desh me yatra karke janandolan ko shahar se gaon tak pahunchana hoga. is karya me ham sabhi ko anna ka kadam kadam par sat dena hoga. -anna team ko jila star tak apne karya karta taiyar karna honge. sabhi imandar NGO bhi isme sahayak bhumika nibha sakte hain. - swami ramdev ko bhi is andolan me sakriya bhumika nibhana chahiye. - wo sabhi deshwasi jo samagra rup se bhrashtachar ko mitana chahte hai, unhe ab ek sath ho jana chahiye. alag alag been bajane se in bhrasht netaon ke kaan me ju bhi nahi renkegi. - ab antim ladai ka bigul baj chuka hai. -jaago-utho-chalo-bolo-milkar= halla bol, halla bol. |
#2
|
|||
|
|||
Dhokhebaaz n they r talking like britishers, they r showing TANASHAHI n they dnt want to listen. bahro ko sunane ke liye ab dhamake ki jarurat hai bt i m talking about violence i jst want to say k apne apne districts me JAIL BHARNE K LIYE TAIYAR RAHIYE
|
#3
|
|||
|
|||
Annaji's Fast has Entered Double Digits today....10 days...Now need is to Double Hundred the Agitation...make it 200 times more powerful...only then corrupt Govt. will learn...
|