Anna Movement
Mera sujhav hai ki Anna ji aamran anshan ka karyakram samapt nahi karen. Ve aur unke jo sathi pichele kuchh dino se anshan kar rahen hain, ve ab apna anshan samapt kar dein aur unki jagah dusre saathi le lein. Is tarah se anshan ki mashaal jalti rahegi aur sabko anshan karne ka mauka milega. Jo jitne din aaram se anshan kar sakta hai vo utne din ka anshan kare.
|