|
|
chunav sudharAnna ji ko pranam , aapake margdarshan me ek abhutpurv andolan is desh me huva jise doosari aazadi kaa naam ..... |
#1
|
|||
|
|||
chunav sudhar
Anna ji ko pranam , aapake margdarshan me ek abhutpurv andolan is desh me huva jise doosari aazadi kaa naam diya gaya sachmuch ye desh ke liye doosari aazadi ki jang hai ham sabhi aapake saath hai. Janlokpal bill ke sath hi desh me chunav sudhar ke liye bhi sajag andolan karana hoga tabhi is desh ko sahi jantantr milega,ham ummid karate hai ki desh me chunav sudhar ke liye bhi andolan sheeghr murt roop lega. Vande Maatarm |