achhe log agar jaate bhi hain to Bure logon ki majority ki vajah se kuch kar nahi pate - aisa kush karna chahiye jisse bure log bhi bura karne se daren - wo ek non-political pressure group hi karva sakta hai - hamei samagik kranti ki jaroorat hai na ki rajneetik dal dal me koodne ki
Bachhe ko khilona chahiye to Papa ko dilana chahiye - na ki ye kahana chahiye ki phele Papa banon phir khilona milega
|