View Single Post
  #1  
08-20-2011
preeti chaturvedi
Junior Member
 
: Aug 2011
: lucknow,uttar pradesh
:
: 5 | 0.00 Per Day
a gaya hai parivartan ka zamaana

jati, dhram k naam pe hamko ladaana,
ho chuka hai ye tariqaa puraana,

ae netaon ab to sudhar jao,
bhul kar b ham se na takrao,

parivartan ka a gaya zamaana,
bhrashtachar ko hai jad se mitaana


jai hind, jai bharat.