India Against Corruption

Register

  India Against Corruption > INDIA AGAINST CORRUPTION > Starters > Feedback and Suggestions

party ka sadsya kaisa hona chahiye?

political party banakar chunav ladna aur sansad me imandar logon ko bhejna ek sahi nirnay hai. mene bhi annahazaresays par .....

2
  • 2 awaxena

  #1  
08-03-2012
Junior Member
 
: Aug 2012
: Shivpuri
:
: 6 | 0.00 Per Day
party ka sadsya kaisa hona chahiye?

political party banakar chunav ladna aur sansad me imandar logon ko bhejna ek sahi nirnay hai. mene bhi annahazaresays par ye salah pichhle andolan ke samay di thi.
is party ki sadsyta ke liye kuchh anivarya sharten hona chhiye.
1. kisi bhi prakar ka nasha na karta ho.
2. sabhi dharmon ka saman adar karne wala ho.
3. jati pratha ko na manta ho.sabhi jatiyon ke logon se saman vyvhar kare.
4. desh ke liye mar mitne ko tayyar ho.
5. ek sal me kam se kam panch din lagatar anshan kare. desh ke liye.
6. ek sal me kam se kam panch pedh (tree) lagaye.
7. wo apne parivar ke sath 5 rooms tak ke makan me niwas karta ho.
8. ek sal me panch jodi se jyada kapde na pahne.
9. luxry vahan me na chale.
10.apne kisi bhi kam ko karane ke liye kabhi bhi rishwat na de.
11. kisi bhi kam ko karne ke liye kisi se bhi koi uphar bhent ya rishwat na le.
12. kam se kam 5 gariv bachchon ki siksha ke liye madad kare.
13 jal sanrakshan ki kisi sanrachna ke nirman me kam se kam 5 din shramdan kare.
14. apne aas pass ke 5 gharon tak ki sima me kisi prakar ki gandgi, kichad na hone de, apne aas pas safai rakhe.
15 kam se kam 5 gariv logon ki chiktsa ka kharch uthaye.
16 ek din me 5 ghante se jyada ki neend na leta ho.
17 pratidin 1 ghanta yog aur excersise avashy kare.
18 ek sal me kam se kam 5 din apne karysthal par jane ke liye kewal cycle ka istemal kare.
19 jua satta lottery me kabhi bhi hissa na le
20. kisi gaon ke kam se kam 5 logon ko nashe ki aadat chhudwaye.
inke alawa bhi sharten ho sakti hain. ye wo sharten hain jinka palan me khud karta hoon aur apne aapko Annaji ke adarsh par khara utarne ke liye yogya manta hoon aise log ikaththe ho jayenge to sangthan ban hi jayega, lekin ladai lambi ladni hogi. Awadhesh
  #2  
08-03-2012
Junior Member
 
: Aug 2012
: Delhi
: 47
:
: 2 | 0.00 Per Day

Namskar,
Sachche bhagt( devotee) ko samne layen, sachhe sanyasi, tv per aane wale nahi, no need to these big questioner , simply a biggest devotee of god, u can easily find great devotees of god, i mean not the tv sants and rich sants, the real devotee, one who doesn’t have any money and believe me, true devotee will never keep money in his or her life, a strong person to follow the human values, like truth and love and never accept money in life for anything, this is the only thing we need to see in leaders for anna and india against corruption leaders, got cosine with lord shiva, money and worldly pleasures and facilities keeps our soul very far from god,
Yes it will be very hard for you to convince a true devotee to accept any kind of political leadership, but contact a true devotee and a political leader ( I know him since last 10 years), a 3 times MLA still live like a poor villager,,, Dr. Kanubhai kalsaria (true gandhian leader), given his whole life to his people in mahua, Bhavnagar, gujarat, a real leader who spent all his money to built a hospital where every one gets free medical care, I feel you people can find such few leaders and also few true devotee of god who will be agree to give leadership to people and will be ready to make India a equal for everyone .
Regards,,,
gajendra
  #3  

  #4  
08-03-2012
Junior Member
 
: Aug 2012
: Shivpuri
:
: 6 | 0.00 Per Day
BHARAT LOK PARTY ya jo bhi nam rakho uska sadasy kaisa ho

party ki sadsyta ke liye kuchh anivarya sharten hona chhiye.
1. kisi bhi prakar ka nasha na karta ho.
2. sabhi dharmon ka saman adar karne wala ho.
3. jati pratha ko na manta ho.sabhi jatiyon ke logon se saman vyvhar kare.
4. desh ke liye mar mitne ko tayyar ho.
5. ek sal me kam se kam panch din lagatar anshan kare. desh ke liye.
6. ek sal me kam se kam panch pedh (tree) lagaye.
7. wo apne parivar ke sath 5 rooms tak ke makan me niwas karta ho.
8. ek sal me panch jodi se jyada kapde na pahne.
9. luxry vahan me na chale.
10.apne kisi bhi kam ko karane ke liye kabhi bhi rishwat na de.
11. kisi bhi kam ko karne ke liye kisi se bhi koi uphar bhent ya rishwat na le.
12. kam se kam 5 gariv bachchon ki siksha ke liye madad kare.
13 jal sanrakshan ki kisi sanrachna ke nirman me kam se kam 5 din shramdan kare.
14. apne aas pass ke 5 gharon tak ki sima me kisi prakar ki gandgi, kichad na hone de, apne aas pas safai rakhe.
15 kam se kam 5 gariv logon ki chiktsa ka kharch uthaye.
16 ek din me 5 ghante se jyada ki neend na leta ho.
17 pratidin 1 ghanta yog aur excersise avashy kare.
18 ek sal me kam se kam 5 din apne karysthal par jane ke liye kewal cycle ka istemal kare.
19 jua satta lottery me kabhi bhi hissa na le
20. kisi gaon ke kam se kam 5 logon ko nashe ki aadat chhudwaye.
inke alawa bhi sharten ho sakti hain. ye wo sharten hain jinka palan me khud karta hoon aur apne aapko Annaji ke adarsh par khara utarne ke liye yogya manta hoon aise log ikaththe ho jayenge to sangthan ban hi jayega, lekin ladai lambi ladni hogi. Awadhesh

India Against Corruption
India Against Corruption is a PUBLIC Forum, NOT associated with any organisation(s).
DISCLAIMER: Members of public post content on this website. We hold no responsibility for the same. However, abuse may be reported to us.

Search Engine Optimization by vBSEO 3.6.0