India Against Corruption

Register

  India Against Corruption > INDIA AGAINST CORRUPTION > JAN LOKPAL BILL

Jan Pratinidhiyo ko salary kyo?

Hum Janpratinidhiyo ko salary kyo dete hai?Ye to samaj sewa hai koi naukari nahi.Rajneet me log sewa Bhaw se aatey .....



1
  • 1 rajivranjansinha


  #1  
05-07-2011
Junior Member
 
: May 2011
: Patna,Bihar
:
: 16 | 0.00 Per Day
Lightbulb Jan Pratinidhiyo ko salary kyo?


Hum Janpratinidhiyo ko salary kyo dete hai?Ye to samaj sewa hai koi naukari nahi.Rajneet me log sewa Bhaw se aatey hai koi exam pass karkey nahi aatey.
pahley ke dino me humarey pratinidhiyo ko ek token amount diya jaata tha aur wo usi me apna aur apney parivar ka kaam immandaari se Janta ke saath aur janta ke sahyog se chalatey the.Lekin ab kya ho raha hai ye kisi se chipa nahi.Bhrashtachar ki gangotri yahi se niklti hai.Agar Bhrastachar ko rokna hai to sabsey pahle Rajnit ko ''Corporate Culture''se nikalna hoga.Aur jis din ye hoga usdin sirf suchhe aur imandaar log hi isey apnayege.
  #2  
06-02-2011
Junior Member
 
: Jun 2011
: chandigarh
:
: 2 | 0.00 Per Day

bhai sab jan pratinidhi aapki tarah amir nahi hote unka bhi ghar hota hai aur use chalane ke liye paise chahiye hote hai....if a poor man with leadership quality is selected as a leader why will he do the work if hes not paid any consideration....our constitution framers kept everything in mind before making our constitution..
  #3  
06-10-2011
Junior Member
 
: Jun 2011
: Pune, kothrud
: 39
:
: 1 | 0.00 Per Day

Ekk Kahavat hain Marathi main
Adhi potoba mag Vithoba
yani ke pehale pet badame sab kuch
essa hi hain mere dost
aap keh rahe ho vo sahi hain ke salary kyo ?
ye aapaki desh ki prati nishtha hain
Magar practically sochenge to
jab tak apana khudaka parivar thik ya khushhal nahi to
hum baki logo ke bare main kaise sochenge
thanks
  #4  
06-15-2011
Junior Member
 
: Jun 2011
: Pune
:
: 1 | 0.00 Per Day

Mere hisaab se sarkar mesabhee ko bahut acche pagar milne chachiye taaki -

- minimise incentive to steal
- attract best talent
  #5  
06-15-2011
Junior Member
 
: Jun 2011
: East Delhi
: 48
:
: 1 | 0.00 Per Day

Salary Honi Chahiye Lekin Jyada Nahi Kyonki kisi insan ko jitna jyada paisa milta hai wo utna hi bhrasht hota chala jaata hai udaharan ke liye hamare sarkari karmchari aur netagan
  #6  
06-15-2011
Junior Member
 
: Jun 2011
: Nagpur, Maharashtra
: 85
:
: 8 | 0.00 Per Day

Because they draw salary from the tax payer's money, they have to to be open to scrutiny of all sorts.Even the privileges are open to scrutiny.Imagine the MPs asking money to ask questions in the parliament and no severe punishment like 14 yrs RI. This is what leads to corruption and more corruption.
  #7  
06-15-2011
Junior Member
 
: Jun 2011
: Nadiad, Gujarat, India
: 32
:
: 2 | 0.00 Per Day

if jan pratinidhi is working 8 hours a day then he should be paid enough so that he can give bread to his family ....

atleast an amount that middle class family earns (or governement employee earns) ...

 



India Against Corruption
India Against Corruption is a PUBLIC Forum, NOT associated with any organisation(s).
DISCLAIMER: Members of public post content on this website. We hold no responsibility for the same. However, abuse may be reported to us.

Search Engine Optimization by vBSEO 3.6.0