|
|
Rasoi gas ki aagmuje lgta h k waqt aa gya hai k pure desh ko sadko pe utar jana chahiye jab khane ko ..... |
#1
|
|||
|
|||
Rasoi gas ki aag
muje lgta h k waqt aa gya hai k pure desh ko sadko pe utar jana chahiye jab khane ko roti hi nhi hai to paise kamakar kya faida. m samjhta hu ke rasoi gas ka mudda samaj k har tarah ke logo ka hai ,har ghar ka hai fir kyu awaz band hogyi. kya cylinder par subsidy wapas nahi milni chahiye ? Kya hamara huq subsidy humne wapas nhi milna chahiye? |