View Single Post
  #427  
08-05-2012
chas.k2010
Junior Member
 
: Aug 2012
: korba, chhattisgarh
: 38
:
: 3 | 0.00 Per Day

yes teem anna ko chunaav ladana chahiye kyoki aaj jo haal bhartiya raajneeti ki hai usase ye saaf najar aata hai k bhavisya me hamare desh
ki kitni badtar haalat ho sakati hai aur pura bhaviya andhkarmay ho jayega , isliye mai teem anna k is faisale se puri tarah se sahmat hu k ab raajneeti me badlav ki jarurat hai desh ko aur ye aash teem anna hi pura kar sakti hai iska hume bharosa hai. hum bhi purn rup se apne aap ko is aandolan ka hissa samjhte hai aur mujhse jo ho payega wo mai apne desh k liye karunga......

jai hind jai bharat...