View Single Post
  #6  
09-11-2011
sunil_mishra
Senior Member
 
: Apr 2011
: gwalior
: 55
:
: 711 | 0.15 Per Day
"Badhaye Jaa kadam kadam"

Kadam Kadam Badhaye Jaa !
Badhay ja kadam kadam,
Jab talak hai dam men dam……

Sath mile, na mile sahi,
Mile dhoop, na mile chhanv kahi,
Ho kitni bhi kadin dagar,
Na rukenge ham magar,

“Bharti ke lal hai”
“Hum nahi kisi se kam”

Badhay ja kadam kadam,
Jab talak hai dam men dam……

Mita kar rahenge Bhrastra tantra,
Bachakar rahenge Loktantra,
Ahinsa hai mul mantra,
Bifal raha, to “Bose” sumantra,

“Jo kam aaye”
“lekar ladenge punra janma”
Badhay ja kadam kadam,
Jab talak hai dam men dam……

Vishwa bidit Matra Shakti,
Sarvopari hai desh Bhakti,
Ban Kayar kyo rahe maun,
Umra se pare, jiya kaun,

“Na prasidhi ka Sawal”
“Na khone ka ranjogam”
Badhay ja kadam kadam,
Jab talak hai dam men dam……