View Single Post
  #1  
09-02-2011
SATYEN JEE
Junior Member
 
: Aug 2011
: GAYA, BIHAR
: 60
:
: 14 | 0.00 Per Day
Misuse of law, misuse of power & post

Is aandolan ko dabane ki mansikta se lagatar kendra sarkar andolan ke sakriya sadasyon ko kanoon ke fande men dal kar pareshan kar raha hai.
Sarkar ki yah gatibidhi badle aur purvagrah se prerit karwai hai. Jo apneaap men ek jurm hai. Kanoon ka upyog sadaiv kanoon ke parivesh men ya janhit men hi hona chahiye,
(1) baba ram dev par ki gayi karwai.
(2) acharya bal krishn par ki gayi karwai.
(3) arvind kejriwal par ki gayi karwai.
Aise tamam karwai badle ki bhawana aur damankari prabritiyon ko suchit karta hai.
Main kanoon vid prasant bhooshan sahab se janana chahunga ki kya aisa karna kanoonan aparadh nahi hai, kaya aisi gatividhi ke viruddh yachika dair kiya ja sakta hai,yachika dair karna samsamayik paristhition men andolan ko bal dega? Jai hind
satyen jee