Gandhi Ji ka dusara janm hai Anna Hazare
me anna ji ke janlokpal ka samarthan karata hu or sarkari lokpal ka virodh karata hu. aaj janamastmi ke shubhavasar par me bhagwan se ye pratana karta hu ki aanna ji ka janlokpal bill sansad ke patal par rakha jaye or ise bahumat se paarit kiya jaye.
|