support anna hazare
gandhi ke sapno ka bharat ya fir brastachar chaiye
aaj tumhi batlao tumko kaisa hindustan chaiye
khoon pasine ki kamai,ghus me deni pad rahi
gas tradegedy ke bad bhi sarkar kuch nahi bol rahi
in brastachariyon ki tijori me paisa ya fir VIKAS chaiye
aaj tumhi batlao tumko kaisa hindustan chaiye
jo khel ke lata he medal wo auto me ata he
aur mantri sahab ka PA scorpio garibo pe chadata he
aaj azad hindustan ki neev ya ya jindi bhar ka apman chaiye
aaj tumhi batlao tumko kaisa hindustan chaiye
|